Breaking

LightBlog

Sunday, 30 July 2017

#pyar_ka_ehasas_part_08

#pyar_ka_ehasas_part_08


Tanvi aur karan ko ase bat karte dhk humraa hero jalll aur gusaa ho rhaa tha.
.
Tanvi : karan merko lgta h ki tumko jana chyeee m karlo gii yeh sab. 
.
Karan : are di m kar dogaaa ap tension na lo aur m kyoo jwoooo.
.
Tanvi : Are di na bolo tanvi he bolo aur sunooo vo dhkoo apne bhai ko kese gussa ho rha h.
.
Karan : Areee vo bachpan se asa h chorooo usko .
.
Rahul. .....tanvi aur karan k pass aata h.
..
Rahul : chal karan
.
Karan : ni phlee yeh beg rkwaa k aaoo ga.
.
Tanvi : karan ap jwoo m kar lo gii.
.
Rahul :chal ab esnee khud bola h vo karlegiii..
.
Karan :suree tum karlo gii na.
.
Tanvi : haa ap jwoo.
.
Karan : okkk byy bad m milte h.
.
Karan and rahul dono chle jate h.
.
Tanvi :abhi tk ni badlaa bekarrrr
.
Tnvi beg ko under le k jatii h.
Other side
Karan : bhai kya ap be help toh kar detee uskii.
.
Rahul: ( mann m soctaa h kisee help krooo uskiii uskee samnee aate he m uskii bata m khoo jata hu but kese bolo uskooo ki m usse pyar krtaa hu)
.
Karan : bhaiii kya hua.
.
Rahul : kesee batoo uskooo.
.
Karan : kyaa batna h aur kiskoo.
.
Rahul : (hoss m aata h) voo m..... M... Ye...... Yehhh....... Bo... Bol rhaaa....
.
Karan : merko smj ni aa rha kya bol rhee ho ap.
.
Rahul : chorr na tu yeh sab batee yeh bata tanu se kya bat kar rhaa tha..
.
Karan : tanuu kon.
.
Rahul : aree tanvi se uska name tannu be h.
.
Karan :ap ko bada pata h tanvi k kya kya name h.
.
Rahul : kuch be. ...... Tu bataaa na kya bat huiii.
.
Karan : kuch ni vo ase bolii tera bhai ek no ka kaminaaa aur ghadaaa h.
.
Rahul : sachii betaa yeh boloo tu gyaa ab mere hathooo se.
.
Karan : bhagggne lgtaa h.
.
Rahul : karan k pichee bhgg thaa h.
.
Dono do ladkiyo se takraa jatee h so guys guss karooo kon h vo do ladki. 

Stories by #Tannu

Post by Samay Sharma

No comments:

Post a Comment

Adbox